मैंने अपने लिये एक ई एम आई कैलकुलेटर बनाया. शायद आप में से किसी के काम आ जाय.
इसमें मैने ब्याज दर परिवर्तन (Interest Rate Change), अतिरिक्त भुगतान (Additional Payment), ई एम आई (EMI) या अवधि (Tenor) में किसी एक को स्थिर रखने तथा माहवारी भुगतान तिथि चयन की भी सुविधा देने का प्रयास किया है.
किसी प्रकार की समस्या होने पर कृपया मुझे बतायें. यदि सम्भव हुआ तो अवश्य ठीक करूँगा.
आप इसे नीचे दिये हुए लिंक पर क्लिक कर डाउनलोड कर सकते हैं.
shobhit
on Jul 26th, 2009
@ 10:24 pm:
Shukriya bhai…
K M Mishra
on Jul 26th, 2009
@ 10:29 pm:
Is naye Calculator ke liye Dhanyavaad.
dekhiye kub zaroorat padti hai. iski.
vaise kum EMI nakale to accha hoga.
समीर लाल
on Jul 27th, 2009
@ 7:48 am:
अच्छा काम किया है. एकसेल एक्सपर्ट दिखते हैं आप. हमारे घराने के ही कहलाये..हमारा कोर फील्ड यही है.
deepak
on Jul 27th, 2009
@ 9:41 am:
Bhai yeh bahut purana hai…. 4 Years se mere pas hai… Aapane Dolor ya pond hatakar Apana nam de diya…
दरभंगिया
on Jul 27th, 2009
@ 2:18 pm:
Maine to svayam banaya hai, main internet par aisa calculator dhoondh raha tha jisme additional payment ke saath saath interest rate change ka bhi option ho. Mujhe to nahi mila.
Chaliye koi nahi, mera kaam to ho raha hai.
दरभंगिया
on Jul 27th, 2009
@ 2:20 pm:
Haan hoon to main isee gharane ka. Pahlee naukree me ek C.A. ke yahan EDP in-charge tha.